Phir jumme' ka mubarak mahaul,
Saare' hafte' ki thakavat se' dooor.
Maujon ki mehfil ka mahaul,
Jaam ka woh kamaal ka suroor.
Kal tak naa jaane' kitne' musibaton ka tha woh mahaul,
Aaj naa jaane' kahaan ho gaye' kitne' dooor.
Agle' hafte' phir hoga wahi mahaul,
Saamna hoga usi se' jo ab hai kitni dooor.
Sach poocho toh yahi zindagi ka hai lajawaab mahaul,
Kabhi khushi kareeb hai aur kabhi woh hai kitni dooor.
Kya sabko naseeb hai kashmakash ka aisa mahaul?
Kitne' badnaseeb hain jo hain isse' dooor dooor. 
