A poem dedicated to our Republic on completing Sixty Years in 2010!!!!
"Saath saal ab hua hai saara,
Yeh pyaara gantantra Hindustan hamaara.
Hamein garv hai apni iis kamayabi par,
Jiski khabar hai ab duniya ke har kone kone par.
Rajpath par sajavat hai aaj kai jhalkiyon ki,
Hamare vibhinn pranton (various regions) ki,
Hamare kamayabi ki, khubsoorti ki,
Aur hamare taakat ke kai pehluon ki.
Jise' dekh rahe' hein aaj anginat log,
Yahaan bhi, aur duniya ke har kone par bhi."
Yeh Hindustan hai hamaara,
Dekhkar phir samajh rahe hein aaj hum bhi,
Aur duniya ke yeh anginat log sabhi."
Jai Ho !!!!

No comments:
Post a Comment