Search This Blog ndcomposes.blogspot.in

Monday, April 24, 2017

Neend (sleep) mein woh muskurana tera

Neend (sleep) mein woh muskurana tera,
Yeh koi Khwab hai, 
Ya koi bahana tera?

Barsaat mein woh bheeng jaana tera,
Woh mausam ka koi karishma tha ,
Ya koi shararat bhara karnaama tera?

Hum toh bekarar hain sunne' koi afsana tera,
Magar ek tum ho, 
Aur koi na koi bahaana tera.

No comments:

Post a Comment